Advertisement

Responsive Advertisement

Fajae-le-Hadish

Alhumdulillah:  tamam tarefe Allah ta'ala ke liye jo tamam Ayeb se pak hai. Wah zaat jo hamesa se hai Hamesha rahegi. Allah Ta'ala ka Hum sab par be inteha Behisab Ehsanat hai ki wo hame Iman wala banaya Aur phir Mohammad(s.a.w) ki ummat me banaya
Aaj jab ki gumrahi ke is daur me Allah ke ehkam toot rahe hai Aur sunnato ka Mazak udaya ja raha hai. Aur har ek muasiyat aur jalalat aur jalat me pada hai hai.Allah pak hame taufeq de kar is mubarak majlish me haeme Maut se pahle Aakhriyat ki fikar ke liye Jama farmaya.Allah pak ka hum par itna bada Ehsaan hai ki ham to yaha sirf Deen ke khatir jama huye hai yaha hamara koi kaam yaha duniya ka koi kaam nahi hai.Allah pak jab kisi bande se bhali chaheta hai to aesi mujlisho me sirf deen ke khatir judna Allah pak ki muhabbat ki nisani hai.Hamere todi der ki aesi mujlish me jama hone par Allah Pak duniya aur akhirat me sab ko jyda azr o sawab degenge hum sab ke tamam gunho ko nekiyo me badalte hai.aur faristo ke samne ham sav ki magfirat ka elan farma dete hai.
Marne ke baad akhriya me yani qayamt  ke din 50k sal ka ek din hoga Is din har insaan pareshan hoga hatta ki Ambiya A.S aur farishte bhi Allah se darte hogen  Aur har insan apni gunahi ke etebar se pasine me duba hoga kisi ke pasine ghutne taq aur kisi ke sine taq kisi ko muh taq nafsi nafsi ka alam hoga ayese holnak din me Allah tala ayesi mujliso me jama hone walo ko motiyo ke mimbaro par betha kar chehro ko nor se chamkage.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ