br />
Duniya me kai ayse raaj hote hai zin par yaken kar pana muskil hota hai kai kism ke khoj ke baad bhi wah raj raj bankar hi reh jate है unke piche ka raz sadiyo ki koshish ke bawazood bhi koi nahi jaan pata ki ki aakhir aysa ho kyo raha hai |
Okonosima,Japan
Japan me maujood is chote se Island ko Rabbit island kaha jata hai yaha par har saal 300 jangali rabbits ko dekhne ke liye ek lack log आते hai rabbits karib 40 saal pehle paltu rabbit के ek group nikle the ab in rabbit ki जनसंख्या ko girne se rokne ke liye is island par cat, dog aur kai janwaro ko aana mana hai
Danakil Desert,Ithopiya
Yeh aam tour par kaha jata hai ki Danakil desert ki Garmi zameen par narak ki aag ka feeling karati hai duniya me jaha kuch mahino me mousam badalta hai kabhi sardi hoti hai to kabhi garmi but is jagah पर pure साल temperature 48 degree ke aaspas hi temperature rehta hai zameen pr sabse dangrous jagah ise kaha jata hai 62,000 meel से zyada me deaert faila hai ayse me yaha reh pana bahut mushkil hota hai
Sentralia,Pencelivinia
Is jagah ka raaj hai yaha ki zameen jo behad sulagti hui aur garm hai america ke Pencelivinia me स्थित is jagah ko haunted Town bhi kaha jata aysa yaha1962 se ho raha है is town me ek time 1400 logo ki abadi rehti thi but 56 year pehle ek underground fire ki wazah se yah jagah puri tarah khali ho gai yaha आने wale logo ke liye warning ke board bhi lagaye gaye hai

0 टिप्पणियाँ