1# Hazrat luqman R.A farmate hai 3 aadmi mauke pe phachane jate hai.(1)bard baar gusse ke waqt(2)bahadur jang ke mauke par(3)Dost jaroorat padne par.

2#Zaqat dene se bakhal w knjoosh ka azala hota hai kyuki jaqte na dene ki Asal waza intahi darza ka bakhal hai aur ye bakhal maal ki be hudmat ka nateeza hai. Bhala apne mahboob se zudai koun chahe ga

3#Zaqat dene se gunaah maaf ho jate hai.Balye dur ho jati hai,nafs pakeja  hota hai maal me barkat aur hifazat ka zareya hai.huzoor S.A.W ka irshd hai zaqat ada karke apne maal mahfooz karlo zaqat na dene hi kia waza se maal halaak wa barbaad hota hai

4#Rasool S.A.W ne farmaya logo ke sath husn sulook buri mout se bachata hai chupa ker diya jane wala rab ki aatish gazab ko bujhata hai aur sulah rahmi se umar me barkat hoti hai..

5#Allah ke rassol S.A.W ne farmaya maal ka laalach aur iman dono kisi bande ke dil me hargij jama na hoge..
Subscribe kijiye hamare youtube channel ko plz support me

https://www.youtube.com/channel/UCgSJUDKPBmQdkMhd6Ym5ORw

Thanks you