Advertisement

Responsive Advertisement

Islam aur Jadeed Science




TASNIF-:Dr.Laila Hashmi
PERSENTETION-:Jorlous Afridi

Assalam-o-Alaikum All People
Iman Dara Asal kalama zubaan se Ada kar ne aur dil se iski sachchai ki gawahi dene ka naam hai,kalma ki Adayegi me insaan Ye sahadat Yani ki Gawahi deta hai yani ki tasleem karta hai ki (Nahi Koi Mabood Hai Allah ke Siva Aur Muhammad S.A.W Allah Ke Rasool hai Ye Alfaz ada karne ka Matlab Ye bhi hai ki In chijo par yakeen rakhta ho,
1"Allah ki wahdaniyat,Safat,Maujudiyat,
2"Taqdeer mar Belive karna
3"Firishte
4"Rasoolo me Yaqeen Rakhna
5"Ilahi Qutub me Yaqeen Ralhna
Iman dara sal ibadat aur sahi rukh par Zindagi  ko Astoor karne ka naam hai Acording  to Islamic study Allah ta'la ke bahut se Naamo me se ek naam Alhuq bhi hai jiski meaning hai Truth/Sachchai aur deen ko samjh Aswa husna ko Jankar Muslim men/women is (haq) ko hasil karte hai isi liye Musalman kehte hai ki deen  haq hai  aur ye kisi andhi pervi me nahi aate duniye me ayse religions hai jiske manne wale kahi buto ki puja karte hai kahi kahi prophet ki Allah ka beta bana kar (Naujbillah) sirk karte hai aur ayse gire huye log paye jate hai jo ki Iblish ki puja karte hai Yani inka maqsad ye bhu hai ki koi bhi kisi bhi chij par imaan rakh sakta hai but agar sachchai ki kasuti par rakhna hai to iske live proof ki jaroorat hoti hai Yaha Ye Sawal Paida Hota hai ki Jab Har Insaan Apni thought ko hi sahi samjhta hai to phir Musalman aur other logo me farq kya rahega
"Jaisa ki Pehle kaha gaya hai Islam truth ka dusra naam hai-Musalman ka Imaan sachchai par Yaqeen"


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ