Advertisement

Responsive Advertisement

Mobile phone ke kuch Fact%🔥🔥




Dosto Aaj mai  aapko Amazing mobile fact ke bare me bataunga aur kuch iske facts, Aaj ke dour me mobile hamri life me itna importent roll ada kar rahi hai ki hum log aaj Apni phone cell ko leave kar ke kahi par bhi nahi ja sakte jaha bhi hum log jaye hamara mobile hamare sath rahega iska jagah jagah par usefull hai jo ki hame har jagah hamari help karta hai agar hum apne kisi relation ya freinds se communication karna chaete hai to tab ye mobile technology bahut hi badhiya roll play karti hai hamari life me Is mobile technology se agar hum kahi par  jana chete ho aur hame uska way nahi pata hai to aap is technology ki help se aap apne manjil tak pahuch sakte ho aur aaj ke is daur me mobile phone ke bina hamari life ek dam alone hai to aaj ki is post me mai iske kuch top fact ke bare me bataunga?smart mobile phone and cell phone

aur mai iske kuch importent ke bare me bataunga jo abhi 2017 me hi update huye the let's start
☆1. mobile cell phone par sabse 1st call 1983 Mortin Cupper ne kari thi Unke paas Motorola company ki thi air wo khud Ek Motorola compnay ke employer the,
☆2.Mobile phone sabse zyda bikne wali company Nokia 1100 ki huei thi yeh phone 250M se bhi adhik yeh ek Record bana diya tha,
Google adsense account se hum kitna paisa earn kar sakte hai?
☆3. Sabse 1st Mobile jo ki U.S.A me disign ki gayi thi aur motorola compnay ki thi wo cell phone,
☆4.Sabse zyda phillipines ke log text message ka use karte hai daily  1.5B message send aur recived  kiye jate hai aur pehle to iska koi charge nahi lagat tha par ab inka bhi charge lagne laga hai but ab to baht sari Communication aa gayei jisse aap bilkul free me text message,Videos,images etc.. aap send aur recived kar sakte ho,
☆5 99% se bhi zyda smartphone ke liye Virus mauzood hai,
☆6.Apple mobile ke phone sabse kam charging leti hai aur ye pure year me 20 rupeeye ki electricity ki khapat karti hai,
☆7. world ki sabse top communication company Facebook par zydatar Phone se hi Videos aur photos ko upload kiya jata hai,
☆8. Sabse badi baat ye hai ki china ke log laptop aur Computer se zyda apne smartphone par internet ka istemal karte hai chana ke log,
SEO kya hai 100% knowledge! what is Search Engine Optimization?
☆9.bade bade Scienctist ka kehna ki ki smart phone par zyda time spend karna hamre helth ki liye problem ho skti hai lehaza aap koi bhi kaam kare uski had tak taki aap ko koi problem ko interface na karna pade,
☆10. Agar mobile phone ki stronger ki baat kari jaye to sabse Strong phone sonim XP3300 hai is phone ko 84 fit se niche ki taraf giraya gaya tha iski test huei thi ab tak ka sabse strong phone mana zyta hai ise,
☆11. U.S.A me to sabhu student mobile phone ka uses karte hai aur waha ke student ka dawa hai ki hum log apne mobile phone se 1 munt ke liye bhi door nahi reh sakte aur jab tak  wo apne phone ka istemaal karte hai unka mind bilkul normal rehta hai,
☆12. ye 2012 ki baat hai jab Apple company ne sirf aur sir 1sicond me 4 phone ko sell kar diya tha ji hai sirf 1siccond me aur ye world record bana diya tha,
to freinds SmartPhone mobile phone ki jaankari apko kaisi lagi so plz agar aap ko ye post axchi lagi to plz apne dosto ko social media site par share karna na bhule Thanks for reading,

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ