Advertisement

Responsive Advertisement

NAMAZ AND JADEED MEDICAL SCIENCE


Hatho ko kano tak lejanal-:Jadedd Research ke mutabiq jab hum Namaz me hath kano tak uthate hai to bajoo,aur gardan ke puththo aur sane ke puththo ki warjish hoti hai,heart ke mariz ke liye aysu excercies bahut mufeed hoti hai,jo ki Namaz Padhne se khud ba khud ho jati hai aur ue warjish Pairalize(Faliz) ke khatraat se mehfooz rehti hai !

Namaz me Qayam karna-: Namaz Me Qayam karne se heart ka bar halka ho jata hai kyuki wazan dono paao par mutuwazzan padta hai aur EYE Sajde Gaah se lagi rehne se heart ki eksuwi sahel ho jati hai,insaan me quwat tawanai paida hoti hai,

Namaz Me Rookuh Karna-:Rookuh se kam dard ya Ayse Patent jin haram mogiz me warm ho gaya ho to bahut Zalad sehat yaab ho jate hai nej Rookuh se kidny(गुर्दो) me pathri banne ka Amal kam pad jata hai aur agar Pathri ban bhi gayi ho to Rookuh ki harkat se bahut Jalad Nikal Jati hai,Rookuh ke Amal se Liver and Instentine ke kharabiya aur pet ke Azlat ka dhela pan  khatam ho jata hai

Namaz me قومہ -:Rookuh ki halat me palaei nisf band jhatke ki wajh se Zyda blood Pump hota hai is tarah dobara halat qayam aa jane se face aur head ke  during blood  jo halat  Rookuh me badh gayaقومہ Naj mil ho jata hai high blood preser and pairalyze kam ho jati hai

Namaz Me Sazda-:Jab aap Namaz me Sazda karte ho to uske Mind ki saryano ki taraf blood zyda ho jata hai Body ki Kisi bho posion me blood mind tak nahi pahuchta sirf sazda ki halat me dimag aur dimagi Ahsaab aur sar ke digar hisso ki tarf blood mutuwazin ho jata hai jiski wajh se dimag aur nigah do achchi rehti hai

Namaz Mr Jalsa Karna-:Dono Sazdo ke Darmiyan Baithna ghutno aur panduliyo ko strong banata hai iske Alawa Rano me khaas quwat hasil ho jati hai

Namaz Me Salam pehrna-:Namaz ke Aakhir me Hum Salam pherte hai Is Amal se Gardan ko Taqat milti hai aur insaan tawana rehta hai aur hasli ke dhela pan khatam ho jata hai
In sab bato ka fyda hame tab pahuchta hai jab hum Namaz puri taujja se pure Aadab aur sunnat ke mutabiq ada kare aur jald bazi se kaam na le
nsh'Allah! IslamicResearch shall keep posting regulary

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ