Advertisement

Responsive Advertisement

SEO kya hai 100% knowledge! what is Search Engine Optimization?

Assalam-o-Alaikum Freinds agar aap blog chalate hai to ye poat bulkul aap ke liye hi hai Aap SEO Search Engine Optimation ko study karna bahut hai aap is post ko pura read kariye Aur SEO india ko follow karke hi aap apne blog par full tarffic pa sakte ho
Aap ko os baat ki jaan kari to hogi ki koi bhi kaam karne ka Qayeda niyam bhi hota hai aur hame is niyam ka follow bhi karna hota hai
sabse

Aap apne blog/website par kuch niyam ko follow kar ke apne blog par traffic pa sakte ho?



1-:Google Search Engine Optimation (SEO) Tips:



New blogger apne website ka naam ko kuch bhi rakh dete hai aur hame apne website ka naam sabse alag aur sabse diffrent rakhe kisi se milta julta na ho website ka naam usi tarah rakhe jis par aap post ya article likhenge apne blog ke liye Naam ko short me rakhe taki reders ko quickly remember ho jaye:

2-:Promotion Search Engine Optimation SEO site web:



Jab Aap apni post article ko write kar rahe ho to ye baat apne mind me rakhna ki jo hum likh rahe hai wo Hamare readers ko helpfull mil sake jisse unhe Zyda se Zyda help mil sake apki post ke zariye aur  agar aap ki psot article me koi knowledge ya helpfull nahi hogi to readers aapke blog par donara enter nahi karenge aur dekh kar chale jayenge aap ko sirf aur sirf apne article par focus kar na  hai ki jo hum likhe apne blog par wo readers ko help mil sake taqi wo apki post par blog/website par dobara bhi aaye aur aap ke blog ko subscribe bhi kar de jisse unke email mai apki post ke update mil jayenge: aur ye aap yaad rakhna ki kabhi bhi copy past karke apni blog par post mat dalna jo kuch bhi tum likh sako likho par copy past door rahiye aap apni post ko achchi tarah se likhne ki kosish kariye :
Aap google treads me apne article post se rilated search kariye aur poplor keywords ko apne post me pura ek sentense ke taour par likhiye na ki sirf keywords hi past kare best times to post on social media
Agar yeh post apko achchi lage to plz apne dosto ko social media site par zaroor kare aur cooment me apne sawalo ko bhi puch sakte hai mai apki help karne ki zyda se zyda koshish kaeunga "Thanks for read"



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ