Advertisement

Responsive Advertisement

affiliate marketing kya hai isse paisa kaise earn kare What is affiliate marketing🔥?


Assalam-o-Alaikum Freinds aaj mai aap ko Bataung ki Affiliate Marketing kya hai aur isse hum paisa ko kaise eanr kare Affiliate Marketing kis commerce website sahi rahegi to Aaj mai aap ko os post me batane wala hu Affilate Marketing ke bare me bahut user email aur comment kar ke puch rahe the Affiliate marketing ke bare me To maine kaha q na Affiliate marketing bare me logo ko bataya jaye ki Affiliate marketing kya hoti hai Aur Isse paisa kaise kama sakte hai, mai apne is blog par aap ko tahe Dil Se aapka welcome karta hai,

Affiliate marketing Kya hai,Aur affiliaye marketing se company ke product kaise sell kare?



freinds affiliate marketing ek bahut axcha platform hai encom ko earn karne ka aap apne ghar par baith kar isse axcha paisa earn kar sakte ho,aur somepeople earn bhi kar rahe hai online work karke,ab to har ek kaam online ho chuka hai isse aap ko har work karne me help mill jati hai aur profit bhi,Affiliate marketing income earn karne ke liye behad axcha source hai,Maine khud affiliate marketing ka istemal kar raha hu jisse mujhe company ki tarf se kuch commision bhil jata hai raed the till end?

WAY TO BEST EARNING PLATFORM
Affiliate Marketing kya hai?

Affiliate marketing ka Matlab hota hai ki aap company ke Affiliate marketing ke naam ka ek program chalati hai jise koi bhi join kar sakta hai aur apne blog/website ka through company ke product ko sell karata hai,aur phir use company ki tarf se us product ka commision bhi milta hai is tarah ke work karne ko hum affiliate marketing kehte hai।

What is affiliate Marketing Programs?

Dosto internet par aysi bahut sari company hai jo apne khud affiliate marketing program chalati hai aapko mai inme se sabse trust companay affiliate marketing program hai Amazon,flipkart,snapdeel etc.. very famous hai,ye company apne product ko promot karwne ke liye sabse best paisa pay karti hai।

Affiliate Marketing in india?

India me affiliate marketing to itti axchi sabit nahi hai aur ab india bhi technology ke field me ja raha hai ab aage affilaiate marketing karna bahut frofit hogi indian blogger ko।

affiliate marketing se paise kaise earn kare aysi bahut si company hai jiske through aap paisa earn kar sakte hai jaise Flipkart,amazon,godaddy,etc.. apko in website par account creat karna affiliate program jiske baad aap inke product ke link copy karke apne blog/webste,fb page etc par laga kar aap paisa earn kar sakte ho jab aapki blog/website par se koi visitor inke product ko buy karta hai to companay ki taraf se apko commision diya jata hai
Thanks for Reading
Freinds to aaj ki post apko kaisi lagi ummed karte hai aap ko axchi lagi hogi affiliate program ki jaan kar so plz apne dosto ko social media par share jaroor kariy

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ

  1. A marketing arrangement by which an online retailer pays commission to an external website for traffic or sales generated from its referrals.Namshi Affiliate Program
    Good money. And, yes, you can even make money while you sleep. In this post, we're going to teach you how to generate passive income with successful affiliate marketing.

    जवाब देंहटाएं