Hi gyz i hope you aap axche hi honge Aaj mai aap ko android phone ke bare me bataunga ki Android phone ko kaise format kare(Android Reset)
Apne android phone ko kaise reset factroy kare android phone ye ek poplor smart phone hai jisse chalte chalate ye hang hone laga hai phone slow work karne lagta hai to hum is problem ka solution nikalne ke liye hame apne phone ko format karna padta hai,so freind agar aap kisi repairing shop par apna phone ko format karayenge to aap ko unko kuch charge bhi dena hoga par hum aap ko batayenge ki aap apne mobile ko kaise format kare,
Android Mobile ko kaise Format kare?
Mai aap ko Step by Step bataunga
Format hone Se Aap ke phone se kya kya data delete honge
☆Mobile Application
☆Contact Number
☆phone memory Data
Apne Phone Ko Kaise Reser Kare?
Aap ko format karne ke liye hum aapko ki Step By Step batayenge
Step:1)
Sab se pehle aapko apne mobile ki setting me jana hoga aur bakup and reset option per click kare
Watch Video👎
Step:2)
ab ko "Factroy Data Reset" per click karke aap apne phone ko format kar sakte hai app ki format karne ke liye "Factroy Data Reset" per click karna hoga,
Step:3) Aapko "RESET PHONE" phone par click kare
[Note]"agar aapne apne phone par password lagaya hai to use unlock kare"
Step:4)Ab ye Aakhri Step hai Yaha par "RESET DEVICE" par click kar dijiye aap jaise hi RESET DEVICE per click karenge to aapka phone FORMATE hone lage ga aur aapka phone kuch time ke ander aapka phone format ho jayenge aur phir restart ho jayenga ab aapka phone pure tarah se format ho jayega
0 टिप्पणियाँ