TikTok Banned in India:Google Ne PlayStore Se TikTok Application ko India se Remove Kar diya hai Isliye Ki ab Google Play Store Se TikTok Video App ko Download Nahi Kiya Ja Skata hai,
TikTok Ko India Me Ban Karne Ke Baad User Bahut Angree hai Log Social Site Par Iske Banned Hone Ki Logo Me Afra Tafra machi Huei hai,
Halaki Google Ne Apne Marzi se TikTok Banned Nahi kiya Hai Google Ne High Court Ke Notice Follow Kar Ke Is TikTok App Ko Remove kiya Hai India Se 3th April 2019 ko Madrash HC ne TikTok App Ko India Me Google Play Store aur Apple store Se Remove Karne ko kaha tha,Madrash High CourtNe Kaha Ki TIK TOK app Pornography Ko Badhawa de rahi hai aur Children ko Iska Sikaar bana raha hai Aur Ise India Me Sabse Zuda Log Use Karte hai,
Social Site Se pata chalta hai Ki Zab Google Play Store Ne Is TikTok Application Ko Remove kiya to Twitter,Facebook Jaise Biggest Social Site Par Log Iska Funny Reaction De Rahe hai Jabki Kuch Logo Banned hone ki News Sahi lago Aur Kuch logo Ko Galat Hua unka Manna hai
India Me Apple Store Pe Night tak TikTok Application Rahi Uske Baad Morning Me Ise par bhi Remove kar diya gaya
TikTok App Poplular In India:
TikTok App India Me bahut hi Popular Ho gaya tha India me Ab tak Ise 240 Million people ne Download kiya hua tha
0 टिप्पणियाँ