Advertisement

Responsive Advertisement

WhatsApp 'Delete for Everyone' now available to all users?

Assaalam i Alaikum dosto Aaj mai apko mai bataunga ki Whatsapp ki ek behtareen fruture jo haal hi mai Update hua hai?
Ye whatsapp user ke liye acchi khabar hai Whatsapp ne apne user ke liye dhamake daar feuture la hi diya.Whatsapp ne Delete for Everyone ke feuter par compny test kar rahi thi aur is feuter ko company ne out kar diya.

How use this?
Whatsapp ke is naye feutired delete for everyone user ko send kara hua message kaise kaise delete kar sakte ho 7 mint me.delete karne me baad recever ke fone se bhi delete ho jayega.











User is feuterd ko Whatsapp ka ab tak ka sabse top feuterd hai.agar aap koi message send karne ke baad  aap ise delete karna chahte hai,to aapke samne three option honge 1 delete for me,2 cancel 3,delete for everyone.
Is par click karne par ye message grupe me se bhi sabhi users ke pass se delete ho jayega.

Message ki jagah Kya dikhega?
Chat me message pane wale ko "This message was deleted" likga hu najar ayega.is tarah apko kisi ek chat me "this message was deleted"likha
Dikhega.yani iska matlab message ko delete kar diya gaya hai.

Whatsapp ne jankari di hai ki user kisi bhi message ko send karne ke baad usko 7 mint ke ander me delete kar sakte hai.but agr aap 7mint se jyda lete hai to message delete nahi ho sakega.

Agar apko ye option nahi dikh raha hai to apne play store me jaye aur Whatsapp ko update kare

I hope you  like this post Apne dosto ko Social media par Jyda se jyda share kare

Thanks for & support

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ