Hello: dosto aaj mai phir ap logo ke liye ek trick le kar aaya hu jise jaan kar aap ke hosh udd jayenge,WhatsApp ne haal hi me ek biggest feauter update kiya tha "delete for everyone" jisse user agar galti se kisi ko message send kar diya to usse 7 mint ke undar me delete kiya ja sakta hai.hala ki yeh feauter aane se user ko bahut happy hu ye the ki agar wi apna messgae kisi ko galte se bhi send ho gaya to wo 7mint ke under me message delete ho jata tha.but apko ye jaan kar hairani hogi ki apko message bhejne ke baad sender jo message delete kiye hai use aap read kar sakte hai ji ha apne sach padha delete huye message ko padh bhi sakte hai.wo bhi behad aasani ke sath iske liye aako google play store se "timeline notification history" app download karni hai ye app bilkul muft hai aur ye offline bhi chalti hai app download karne ke liye yaha Click here kare
How do work app?
App ko download karne ke baad apko notification access karne ko allow par click karna hoga phir ye app work karna suru kar dega
Phir agar koi WhatsApp message ko send kar ke delete karta hai to apko wo message apke Timeline app me show hoga jise aap wo message read kar dakte hai bas apko us par click karna hai sari detil apke show ho jayegi
Yeh aap ko ek baar install krne se yeh thodi der baad work karne lagti hai iska interface bahut hi asan hai aysi kai app playstore par maujood hai
Jab WhatsApp ne ye feauter upadte kiya to user ko laga ab galat message send hi jane par hone wlai embresing se bacha ja sakta hai but is feature ke aane se WhatsApp ka ye feature ko wo nahi reh gaya hai koi bhi is aap ko install karke delete huye message ko read kar sakta hai
Step:1
Google play store par jakar timeline search kare "Timeline notification history" app dikhayi dega ab isko install kar le
Google play store par jakar timeline search kare "Timeline notification history" app dikhayi dega ab isko install kar le
Step:2
Jab install karte hi app pgone me notification access ko enable kar de ya on kar de ise on kaene ke baad ise on karte hi screen par message show hoga use ok kar de!
Agar koi message send kar ke delete karta hai towo message apko timeline app me show hoga app open kar ke aap message read kar sakte hai!
Thank for reading
So guyz agar post achchi lage to apne dosto ko social site par share kare aur video dekhne ke liye hamare youtube channel ko subscribe kijiye channel subscribe karne ke liye click kareSUBSCRIBE is link par
Social site par follow kare
Instagram.com\@zehandanish
Facebook-:Facebook
Thank for reading
So guyz agar post achchi lage to apne dosto ko social site par share kare aur video dekhne ke liye hamare youtube channel ko subscribe kijiye channel subscribe karne ke liye click kareSUBSCRIBE is link par
Social site par follow kare
Instagram.com\@zehandanish
Facebook-:Facebook
0 टिप्पणियाँ