Zabir bin hayan ko Chemestry of father kaha jata hai,
Zabir bin hayan junhe Histroy ka First रसायन शास्र kaha jata hai use Weast country me Geber ke Name se jana jata hai,aur inhe chemwstry ka founder bhi kaha jata hai Inka born 733 isvi me "Toos" me huwi thi,
Zabir bin Hayan ne Hi Acid ki research ki thi inhone ek aysa Acid bhi banaya jisse Gold ko bhi pighlana mumkin tha
Zabir bin Hayan pehle Person the jinho ne matter 3 bhago me divide kiya tha
Plant,Animal,Mineral me divide kiya
Isi Muslim Science dan ne Chemical compound Jaise corbonate,Arsanik,Salfaied ki Research ki Salt ke Acid ,N3 Acid, shore ke Acid,aur phasphoras, se Zabir bin hayan ne hi World ko inteoduce karaya tha, Zabir bin hayan ne Mom Jama Aur Khizab banane ka tariqa ko bataya aur yah bhi bataya ki warniah ke according Lohe ko jang ae bachaya ja sakta hai
Zabir bin Hayan ne 200 se Zyda Book Write ki Jisme book"Kitab-ul-Tazmiya,Zaibak-Al-Sharki,Kitab-ul-Mawazeen Al Sageer"bahit hi famos hai
Inka translate many(bahut si Zaban me) language me bhi Ho chuka hai
Ummed karte hai ki Ye post apko achichi lagi hogi so plz share social media site
0 टिप्पणियाँ