hum sab log apne blog se zaldi earn karna chahete hai aur unka blog creat karne ka maqsad paisa kamane ke liye hi hota hai, aur log apna blog creat karke zald hi apna adsense account ko approve bhi karwalete hai aur blogger ki pehle adverties company adsense hai aur google adsense account saving acount ki tariqe ka hota hai aur iska fixed rate bhi milta hai aur maine jab apna adsense account ko approve karwaya tha to hamare mind me bus yahi chal raha tha ki hum adsense account se kitna earn kar sakte hai aur maine study hai bade bade blog par ki log $50/ click tak ke paise ko earn kar rahe hai google adsense account se monthly hajaro dollor earn kar te hai,par mujhe kabhi apne adsense account se itna high income nahi hui hai,
Aap apne future ads account ki earning ko calculate to nahi kar sakte ho aap ko yeh to nahi mallom ki aap apne adense account ki click par kite paise pa sakte hai,aur hum apse yeh kehna chahte hai ki adsense income account kai factor par depnd hota hai aur mai apko some importent fact bataunga jo aapki adsense earning ko badhata bhi hai,
1-:topic
adsense ki earning me country base traffic ek bahut importent roll hai
adsense ki income is baat par demaned hai ki aap ki CPC ki country se ho rahi hai example agar wo U.S.A and U.K se hai to aap Click per Cost high hongi kuki is country ki CPC high hai agar aap ki Click per Cost India ya aur bangladesh se hogi to aap ki cpc low pay hogi yahi hai adsense ki process jisse hindi blogger ki income CPC high nahi hoti hai,
agr yeh post apko achchi lage to plz ise apne dosto ko social media site par zaroor share kare thanks
0 टिप्पणियाँ