Advertisement

Responsive Advertisement

blog kya hai,blog ko kaise banaye?


Assalam-o-Alaikum Freinds Aaj ham baat karenge ki blog akhir hota kya hai Isme Mai Apko Sab chij Batayenge Ki kaise hum blog ko creat karke Paisa earn kar sakte hai freinds Youtube ki tarah blog bhi ek Achcha Jariya hai Paisa ko earn karna agar kisi ko likhne ka shouk hai to wah post likh kar Paisa ko earn kar sakta hai Isme jaha hr waqt nai nai chij ko sikhne ko milta hai blog par har roz nai nai post ko update kiya jata hai blog par Post image aur video ko bhi uplaod kar sakte hai blog ek  english word hai jo Weblog se liya gaya hai weblog name 1997 me jorn berger ne diya aur phir ise 1999 me merholz ne iska short name blog ko rakha aur blog ke name se famous hai

HOW TO CRAET BLOG make blog site?

Agar aap bhi apna blog banana chhete hai to aap in platform ki help se apna blog creat kar sakte hai,

Blogger-: blogger bahut hi famous platform hai aur yah google ka product hai aur isko blogspot ke naam se bhi jana jata hi aur ye all world me famous hai aue is oprate karna bahut hi easy hai aur aaj ke dour me log isi plat form ko chalate hai aur yeh ek free blog banane ki website hai,

Wordpress-: wordprees bhi all world me famous hai aur iski bhi seva free hai

Joomla-:Joomla bhi ek free aur open source content hai iski help se internat par blog bna sakte hai

Weebly-: weebly bhi ek achchi service hai but ye web hosting service hai isme drag and drap ke website feuiter hai,

aur bhi blog creat karne ke website hai par ye popler hai aur ye bahut hi famous platform hai aap bhi in ki help se apna own blog bana sakte hai,
I hope you like this post

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ