Advertisement

Responsive Advertisement

Adsense Invalid Click Activity se kaise bache🔥?



Hi gyz today i told that about adsense invalid click Ise hum kaise roke invalid click se hum kaise bache to freinds aaj mai iske  are me aapko batane jara hai hu jise aap follow karke aap apne adsense account ki invalid click se protect bhi ho sakte hai is ads network ki prolem hoti hai   jisse invalid activity se hamara adssnse adsense account banned ya disble kar diya jata hai googel adsense ki taraf se so freinds hame invalid click se bachna hai aapko hum bata de ki kai baar aap apne adsense account par dekha hoga ki hamari click more hai hai income kam hai to ye invalid click activity hi hai jiske reson hamri income low hai iske liye hame study karna chahiye ki hum kaise apne adsense account ki invalid click ki control kare
Invaild click ka kya Hota hai
sabse pehle hame ye maloom.hona chahoye ki invalid click hai kya apko bata de jab apki post koi reder padta hai aur wrong click karte hai aur multi click bhi kar dete hai to isse hamara account disble bhi ho sakta hai
☆agar koi reders apke post ko read kar raha hai aur wo galti se ads par click bhi kar de aur fouran wa back ho jaye to ye invalid click mana jaye ga
☆agar apka post ko visitor read kar raha ho ho aur apke post ko samjh kar wo click kar de to wo bhi invalid  click activity mana jayega
Adsense invalid click ko protect karne ke liye some trick?
1-: Adsense ki Policy
for exm-:aap agar kahi par work kar eahe ho aur waha ke rool ekdam stick ho aur aap waha ke rool ke khilaf afar koi kam karde do apko waha se nikal diya jayega thik osi tarah google adsense ki policy bhi itni shakht hai apko adsense ki policy aur usko follow karna very importent hai q ki agar hum adsense policy ka use nahi karte to maybe hamara google adsense account block bhi ho sakta hai
2-:Khud ke ads par click kar na
agar aap apne hi ads par click karte hai hai to pakka apka account 100% ban ho jayega isi liye aap kabhi bhi apne ads par click mat karna
3-:Avoid spam traffic
apko har visitor ke aane walu traffic ke bate me knowledge honu chahiye ki traffic kaha se aa rahi hai koun si country se aa rahi hai ye sab janne ke liye aapko stas or analytics ko use karna chahiye jisse apko har ane wale traffic ke bare me knowledge ho aur jo bhu spam traffic ho usko ap block kar sakte ho
4-:Report to google adsense
agar aapki adsense par invalid click aa rahi hai to aap action bhi nahi le pa rahe ho to aap fouran google adsense account ko invalid click ke bare me adsense ki report kar de
i hope apko ye invalid click activity ki post axchi lagi hogi so plz agar apko ye post axchi lagi ho to apne dosto ko social media site par jaroor share kariyr

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ