Advertisement

Responsive Advertisement

Increase Adsense CPC best Tips ?🔥


Hi gyz welcome my post today freinds aaj mai aapko bataunga ki "Hi gyz welcome my post today freinds aaj mai aapko bataunga ki "HOW TO GET HIGH CPC ADSENSE"
apne google adsense ki "click per cost" CPC  ko kaise badhaye aaj mai aapko batsunga freind iske bare me apko ko bahut hi importent hai Google adsense ki CPC ke bare me janna agar aap ek blogger hai to aapko bata de ki adsense ki CPC jitni bhi high hogi aapko CPC utni hi income provide hogi
also read-:Adsense Invalid Click Activity se kaise bache🔥?
Nowdays blogger ka yahi kehna hai ki hamari adsense ki earning itni low q hoti hai q hum apne assense se bahut kam earning kar pate hai freinds agar aa chahete hai ki apki adsense earning badh jaye apki adsense earning high ho jaye to aapko mai is post me bataunga Aur aapko kuch step bhi follow karna hai jisse apki adsense earning badh jayegi,

What is Adsense CPC?
sabse pehle baat aati hai ki agar hame apne adsense ki earning ko badhana hI to hame adsense ki CPC ke bare me full study karna hoga jisse apkon CPC se koi bhi related apko problem nahi ho gi apko google adsense ki CPC ke kuch Basic technique ke bare me janna hai

CPC term ko samjhna koi mushkil nahi hai For exp-:agar aapki blog ads par 15 click  click hue hai aur aapko mile hai  $1.50 dollorapko mile hai to apki CPC 0.10$ hogi this is CPC for google adsense,
 INCOME/CLICK=CPC

maybe ab to aap CPC ke bare me jaan chuke honge ab hame ye samjhna hai ki Adsense Ki CPC ko Kaise badhana hai

Google Adsense Ki CPC ko Badhane ke liye kuch top fact?

1-:Topic
Cost par click is baat par depend ho ti hai ki jum ki hum kis chij par blogging kar rahe hai hai  agar apka doamin name banking ya gadget par hai to aapko high CPC prapt hogi aur aapko income zyda hogi

2-:Post Comment

apko batade ki apki post ke content hi decide karta hai ki apki blog per kitni CPC ka ads Display honge

3-:Ads Format

Apko Axchi CPC ke liye apko axchi add format ki knowledge hona chahiye text aur image ads aur ads laganae ki sahi placment apko pata honi chahiye

4-:Use Allow & Block ads

aapko bata de ki google adsens humko apna ads block bhi karne ka option deta hai,iska hum use kar ke jo low CPC ke ads hote hai use hum block kar sake


5-:Placement expriance

iske liye hume ads placement ki exprement krna hoga ki kaha hamari ads ko more immpresion milte hai kha per more click hote hai ye sab hame janna hoga ads placement ko expriment karna bahut importent hota hai mai bhu apne blog per ads placement expriment karta hu jisse hame maloom bhi ho jata hai ki kis zagah hame more impresion mile hai

6-: KEYWORD RESEARCH

Sabse importent chij jo humko janna bahut jaroori hota hai apko hum bata de ki jo article hota hai usme use hone wale keyword research se CPC decide ho jati hai is liye bahut jaroori hai humko ki hum apne post article me high CPC keywords Research ka hi Use kare jisse hum ko axchi paying mil sake

i hope apko ye post axchi lagi hogi adsense Ki CPC ko increse kaise kiya jaye so freinds agar apko ye post axchi lagi ho to plz share kariye apne dosto ko social media website par thank for reading



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ