Advertisement

Responsive Advertisement

DMCA kya hai Ise apne blog/website par kaise lagaye?🔥🔥


Hi Guys aaj mai aapko bataunga ki aap apni blog/website me DMCA protection blog par kaise add kare to aaj mai iske bare mai aapko full knowledge dunga

DMCA kya hai aur DMCA ko apne blog me kaise add kiya jata hai DMCA ko add karne se kya hota hai Freinds DMCA protection blog par add karne se bahut hi fyda hota hai isko mai som topic ke bare me bataunga Freinds mai aap ko bata du ki har ek blogger apni blog ki protect ki liye har ek technology ko research karte rehte hai ki kaise hamara blog copyrightero se se protect rahe aur koi bhi people unka ye content ko chori na kar le
What is DMCA?
What is Digital Millenium Copyright act? DMCA ka matlab hota hai "Digital millennium Copyright Act" hota hai iska matlab Ye US copyright law hai isse aapko ye fayda hota hai ki agar koi bhi person aapke content image,videos, copy karke apne blog/website par publish karta hai to DMCA  ko complain kar ke delete karwa sakte ho
Digital Millenium Copyright act ko Apne Blog par add karne se Aapko kya kya fayda hoga?
1 aapke blog ki koi bhi content image videos ko copy nahi kar sakta hai,
2 isko ad karne se ap free me watermark laga sakte hai
3 Aapko Digital Millenium Copyright Act ka certifecet milega jise aap apne website par laga sakte ho
Kaise DMCA add kare apne blog par
Freinds DMCA two service provide karati hai ek to free me deti hai aur ek ko wo paid pe deti hai yani paise lekar apko DMCA service provide karti hai but mai aapko free wale option ke bare me Full Step By Step aap ko bataunga
Step 1-:

Visit dm©a.com par

Step 2-:Ab scrol down karenge to aapke samne ek sign up ka option open ho jayega
yaha aap apna naam ko fill kare
aur email addsress ko bhi fill kare
and then sign up option per click karde
Step 3-:
Ab aapke email box me User name and password ko sent kiya gaya hoga
aur phir apko koi ek badges ko select karna
deye gaye ScreenShot me aap dekh sakte hO

hai ab apko code copy karna hai
Blog par DMCA code ko kaise Add kare
Sabse pehle aapko blogger.compar jana hai ab aapko dasboard option par click krna hai
Phir aap ki layout option par click karna hai ab add a gadet par click kare
Uske baad HTML/JavaScript option par click kar ad box opko wahi code ko pase kar dena hai ab last me save phir save aragment par click kardena hai
so freinds aapko ye post ummed karte hai axchi lagi hogi so plz apne dosto ko social media site par share kare aur agar ko koi problem ho to aap comment box me sawal ko ask kar sakte hai
thanks for reading
Apne blog per DMCA ko kaise add kare
Website me DMCA ko kaose add kare
Digital Millenium Copyright Act ko kaise add kare blog/website me
Thanks for Reading
blogger"MohdDanish"
plz subscribe to our Youtube Channel👉Mind Tech Danish👈

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ