Advertisement

Responsive Advertisement

What Is Cryptocurrency|CaLibra|Hindi Me?



Facebook ne Haal hi me kiye criptocurrency App Launch Mark Zular Burg Ka kehna hai ki Ise 2020 me Launch kiya ja sakta hai abhi Ispar Testing Chal Rhi hai
Aur Khas Baat Ye Hai Ki Is Facebook Ke Sabhi Platform Jaise WhatsApp,Messenger,Instagram Jaise platform se Uses Kiya ja sakta hai.
Facebook ne Thuseday ko Apne "libra Cryptocurrency" ko Global Pesh kiya hai isme kya hoga ki Company khid Digital Curerency Ko design karegi Jisko Bitcoin hi ki tarah Global Istemal Kiya Jayega jisse Advertise Se Lafi earnig ki ja sakti hai aur facebook ne ise
paypal,uber,spotyfi,visa,and Mastercard samet 28 badhi company ke sath Parthnership ki hai Facebook ne digital Walet Calibra ke bare me bataya hai jisse Duniya bhar me Photo jitna send Karna Paisa Asaan ho jayega Duniya bhar me kahi par bhi Paisa ko tarnsfer kiya ja sakta hai

Aam Logo Ko Isse kya frophit hai?

Company ka kehna hai ki ise 2020 tak Aam logo ke liye Zari kar dega!
isse facebook ke sabhi plat form jaise WhatsApp,Massenger,Instagram jaise plat form ke jariye uses kiya ja skra hai
Company ke Thorugh Isme Apki Data Secure to hogai Wahi company Data securty ke liye Veryfication Process  aur live support system bhi Degi Jisse User ko Problem Interface karne par user ko live support Bhi Kiya ja sake

what Is Cryptocurrency?
Cryptocurrency ek Digital Currency hai isko Digital Walet me rakh kar hi Tranction kiya ja sakta hai

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ