Advertisement

Responsive Advertisement

If you want to close the Facebook account then do this work;


Asslam-o Alaikum dosto To kaise Ho Aaap log To Aaj mai ap logo ke liye behtareen post lekar Aaya hu

FACEBOOK ne humko ek Tariqa diya hai hame boriyat kam karne ke liye ek behtareen platform diya aur hame apni kabliyat dikhane ke liye ek behtareen jariya wahi hai jiske hame lati bhi bna diya.Facebook ek aysi lat hai jisse hamare liye bahut danger hai agar ek baar iski lat lag gaye to ye Asani se chutti  nahi hai.To ayse me some people apne facebook acaount ko deactivate kar dete hai.Agar aap bhi facebook ki lat chodna(leave)karna chahte hai to ye apke liye bahut fayeda de sakti hai q ki is khabar ke jariye iska tariqa batane ja raha hu।
Distance from Facebook to two ways:
apko facebook ka lat chodne ke liye apko do tariqe se facebook se duri bana sakte hai apko Temporary taur se ap account ko Deactivate kar sakte hai but agar aap is lat ko leave karne ke liye Temporary dhund rahe hai to to news apki help kar sakti hai।
you to facebook acount delete karna kafi mushkil hai hai but iske bawjood aap apna accaount delete karna chahte hai to kuch chijo ko dhauan me rakhna ho ga
Take care of these things;


facebook par account delete karne ki riqvest karne ke baad facebook kuch din delete karne ki process me kuch time lagata hai wahi agar aap bhul kar phir se open kar de to jo apne dwltw karne ki process kari hai wo radd wo jayegi

dhyan de ek bar facebook acount delete ho jaye to dobara use log in na kare
system se backup data delte karne me 90 din bhi lag sakta hai
however iske baad aap facebook par kisi bhi trah ki knowledge tak pahuch nahi sakte.
Agar apko ye pasand ayi hai to plz apne dosto ko bhi social site share jaroor kare
Assala-o-Alaikum

subscribe to my youtube channel
click here👉All World Videos

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ